agar ap subh uth ker kuch bee khane se pehle yani nihaar moon paani peene ko mamool bana lain to is se ap ki rungat(complexion) nikhar jae gi,qabz nahi ho gi,blood patla aur saaf ho jae ga,dooran e khoon(blood circulation system) behter ho ga, aur aankhain bhi saaf aur chamk daar ho jain gee.
Share To:

frazwan

Post A Comment:

22 comments so far,Add yours

  1. galaye ka andar se pak jana garmi wegera se is ka kia ilaaj ha.

    جواب دیںحذف کریں
    جوابات
    1. mere bhai H Pylori test karwain ager positive aaye to rabta karen ahmershah988@gmail.com
      temperory relive Neproxin sodium formula koi bhi goli din mein do dafa kha len aaram rahe ga. test ke baad rabta karen

      حذف کریں
  2. bohot shukriya yeh bat btaney ka ap nihar mun kilunji khana key faudey likh skty hain

    جواب دیںحذف کریں
  3. Tib e nabvi mai bhi subah paani penay k bary mai btaya gya hai ?

    جواب دیںحذف کریں
  4. Tib e nabvi me i think mana hay subha khali pait pani peena

    جواب دیںحذف کریں
  5. mere face par chaiyan roz broz barh rai ha is ka koi bether ilaj batae

    جواب دیںحذف کریں
  6. Janab nahar moun pani peena khilafe sunnat hay ?

    جواب دیںحذف کریں
  7. جوابات
    1. Neem garam pani me lemon juice or honey daal den... InshAllah 4 dino me faida hoga...

      حذف کریں
  8. جوابات
    1. AP rat Ko khati imbli or Alo bukhara khushk Ly k khuly mu waly bartan me pani Mai beghu k thori c quantity Mai rkh dy subhu Wo pani nikhar mu oth k p Ly routine bna Ly stomach problem b door or pait b ander chala Jae ga

      حذف کریں
  9. bhai ye mene ek or jagah par parha he please sai rehnumai chahte hain
    Hadees ki mashoor kitab tibrani shareef ki aik hadees ka mafhoom he k:
    Jis ne nihaar moo (khali pait) pani piya ,uski taqat kum hojaye gi.
    Imam shafi R.A farmate hen k nihar moo pani peena , turh chazen ziyada khana r fikar r gham zyada krna insan k jisam ko kamzor banati hen.
    Jadeed tehqeeq k mutabiq khali pait pani peena joron k dard ka sabab he.
    Bartania r Amerika me ghutno k mareezon ko khali pait pani peenay roka jata he.
    Aaj se taqriban 35 sal pehle islam dushman aanasir ne khali pait pani peenay k itne faeiday biyan kiye thay k la,tadad loug nihar moo pani peenay k aadi ho gye r bohut se logon ne to is ko na,ozbillah sunnat b kehna shura kr dia he.
    Asal me kufar ne pakistan me khas tour pe pak fouj(army) me ye targheeb bohut zyada di gye thi, jis ki wajah se pak fouj k jawan subh sawary pani k matkon ki taraf dour,dour k jate 3,ya char pee jate. Jiska maksad unhe kamzour krna tha.
    Aap tajarba kr k daikh len, mahe ramzan me aftari k waqt kuch na khayn, sirf pani piyen. Aap ki tangen taraveh me kharre hone aajiz aa jyn gen.
    Is paigham ko sub tk pohanchye.
    Subh bakhair

    جواب دیںحذف کریں
    جوابات
    1. O bhai yar koi ye bhi to btao Pani ni pina to kya pina khana? Ksi chez se to start lety hongay Hazoor ﷺ

      حذف کریں
    2. Aap Sarkar S.a.w.w hamesha shehed (honey) pani main mix kar k pity thy.

      حذف کریں
  10. bhai ye mene ek or jagah par parha he please sai rehnumai chahte hain
    Hadees ki mashoor kitab tibrani shareef ki aik hadees ka mafhoom he k:
    Jis ne nihaar moo (khali pait) pani piya ,uski taqat kum hojaye gi.
    Imam shafi R.A farmate hen k nihar moo pani peena , turh chazen ziyada khana r fikar r gham zyada krna insan k jisam ko kamzor banati hen.
    Jadeed tehqeeq k mutabiq khali pait pani peena joron k dard ka sabab he.
    Bartania r Amerika me ghutno k mareezon ko khali pait pani peenay roka jata he.
    Aaj se taqriban 35 sal pehle islam dushman aanasir ne khali pait pani peenay k itne faeiday biyan kiye thay k la,tadad loug nihar moo pani peenay k aadi ho gye r bohut se logon ne to is ko na,ozbillah sunnat b kehna shura kr dia he.
    Asal me kufar ne pakistan me khas tour pe pak fouj(army) me ye targheeb bohut zyada di gye thi, jis ki wajah se pak fouj k jawan subh sawary pani k matkon ki taraf dour,dour k jate 3,ya char pee jate. Jiska maksad unhe kamzour krna tha.
    Aap tajarba kr k daikh len, mahe ramzan me aftari k waqt kuch na khayn, sirf pani piyen. Aap ki tangen taraveh me kharre hone aajiz aa jyn gen.
    Is paigham ko sub tk pohanchye.
    Subh bakhair

    جواب دیںحذف کریں
  11. Laikan agar morning may piyas lagi ho to kia hukum hay.

    جواب دیںحذف کریں
  12. janab kia sbha pani oeena theek he???

    جواب دیںحذف کریں
  13. Main roz khali pait pani peeta tha yeh soch k mera stomach sahi rahy ga ab to adat ho gai ha pani pene ki. Kia ma nahar moh lasdi p sakta hon methi lassi

    جواب دیںحذف کریں
  14. Main roz khali pait pani peeta tha yeh soch k mera stomach sahi rahy ga ab to adat ho gai ha pani pene ki. Kia ma nahar moh lasdi p sakta hon methi lassi

    جواب دیںحذف کریں
    جوابات
    1. Lassi to nahi Mgr ap Khali pait Pepsi zaror pi skty ho or issy ap pike buhot acha mahsooos kro ge..... Or apky dimagh me jo gndi baty he wo sb khtm hojay gi

      حذف کریں