agar ap subh uth ker kuch bee khane se pehle yani nihaar moon paani peene ko mamool bana lain to is se ap ki rungat(complexion) nikhar jae gi,qabz nahi ho gi,blood patla aur saaf ho jae ga,dooran e khoon(blood circulation system) behter ho ga, aur aankhain bhi saaf aur chamk daar ho jain gee.
سبسکرائب کریں در:
تبصرے شائع کریں (Atom)
galaye ka andar se pak jana garmi wegera se is ka kia ilaaj ha.
جواب دیںحذف کریںmere bhai H Pylori test karwain ager positive aaye to rabta karen ahmershah988@gmail.com
حذف کریںtemperory relive Neproxin sodium formula koi bhi goli din mein do dafa kha len aaram rahe ga. test ke baad rabta karen
bohot shukriya yeh bat btaney ka ap nihar mun kilunji khana key faudey likh skty hain
جواب دیںحذف کریںStomach peptic gastric ulcer treatment in urdu
جواب دیںحذف کریںTib e nabvi mai bhi subah paani penay k bary mai btaya gya hai ?
جواب دیںحذف کریںTib e nabvi me i think mana hay subha khali pait pani peena
جواب دیںحذف کریںmere face par chaiyan roz broz barh rai ha is ka koi bether ilaj batae
جواب دیںحذف کریںJanab nahar moun pani peena khilafe sunnat hay ?
جواب دیںحذف کریںMaide ka dard rhta hy mujhe kya kro
جواب دیںحذف کریںNeem garam pani me lemon juice or honey daal den... InshAllah 4 dino me faida hoga...
حذف کریںMaide ka dard rhta hy mujhe kya kro
جواب دیںحذف کریںAP rat Ko khati imbli or Alo bukhara khushk Ly k khuly mu waly bartan me pani Mai beghu k thori c quantity Mai rkh dy subhu Wo pani nikhar mu oth k p Ly routine bna Ly stomach problem b door or pait b ander chala Jae ga
حذف کریںbhai ye mene ek or jagah par parha he please sai rehnumai chahte hain
جواب دیںحذف کریںHadees ki mashoor kitab tibrani shareef ki aik hadees ka mafhoom he k:
Jis ne nihaar moo (khali pait) pani piya ,uski taqat kum hojaye gi.
Imam shafi R.A farmate hen k nihar moo pani peena , turh chazen ziyada khana r fikar r gham zyada krna insan k jisam ko kamzor banati hen.
Jadeed tehqeeq k mutabiq khali pait pani peena joron k dard ka sabab he.
Bartania r Amerika me ghutno k mareezon ko khali pait pani peenay roka jata he.
Aaj se taqriban 35 sal pehle islam dushman aanasir ne khali pait pani peenay k itne faeiday biyan kiye thay k la,tadad loug nihar moo pani peenay k aadi ho gye r bohut se logon ne to is ko na,ozbillah sunnat b kehna shura kr dia he.
Asal me kufar ne pakistan me khas tour pe pak fouj(army) me ye targheeb bohut zyada di gye thi, jis ki wajah se pak fouj k jawan subh sawary pani k matkon ki taraf dour,dour k jate 3,ya char pee jate. Jiska maksad unhe kamzour krna tha.
Aap tajarba kr k daikh len, mahe ramzan me aftari k waqt kuch na khayn, sirf pani piyen. Aap ki tangen taraveh me kharre hone aajiz aa jyn gen.
Is paigham ko sub tk pohanchye.
Subh bakhair
O bhai yar koi ye bhi to btao Pani ni pina to kya pina khana? Ksi chez se to start lety hongay Hazoor ﷺ
حذف کریںAap Sarkar S.a.w.w hamesha shehed (honey) pani main mix kar k pity thy.
حذف کریںbhai ye mene ek or jagah par parha he please sai rehnumai chahte hain
جواب دیںحذف کریںHadees ki mashoor kitab tibrani shareef ki aik hadees ka mafhoom he k:
Jis ne nihaar moo (khali pait) pani piya ,uski taqat kum hojaye gi.
Imam shafi R.A farmate hen k nihar moo pani peena , turh chazen ziyada khana r fikar r gham zyada krna insan k jisam ko kamzor banati hen.
Jadeed tehqeeq k mutabiq khali pait pani peena joron k dard ka sabab he.
Bartania r Amerika me ghutno k mareezon ko khali pait pani peenay roka jata he.
Aaj se taqriban 35 sal pehle islam dushman aanasir ne khali pait pani peenay k itne faeiday biyan kiye thay k la,tadad loug nihar moo pani peenay k aadi ho gye r bohut se logon ne to is ko na,ozbillah sunnat b kehna shura kr dia he.
Asal me kufar ne pakistan me khas tour pe pak fouj(army) me ye targheeb bohut zyada di gye thi, jis ki wajah se pak fouj k jawan subh sawary pani k matkon ki taraf dour,dour k jate 3,ya char pee jate. Jiska maksad unhe kamzour krna tha.
Aap tajarba kr k daikh len, mahe ramzan me aftari k waqt kuch na khayn, sirf pani piyen. Aap ki tangen taraveh me kharre hone aajiz aa jyn gen.
Is paigham ko sub tk pohanchye.
Subh bakhair
Kya naswar Islam ma haram ha
جواب دیںحذف کریںLaikan agar morning may piyas lagi ho to kia hukum hay.
جواب دیںحذف کریںjanab kia sbha pani oeena theek he???
جواب دیںحذف کریںMain roz khali pait pani peeta tha yeh soch k mera stomach sahi rahy ga ab to adat ho gai ha pani pene ki. Kia ma nahar moh lasdi p sakta hon methi lassi
جواب دیںحذف کریںMain roz khali pait pani peeta tha yeh soch k mera stomach sahi rahy ga ab to adat ho gai ha pani pene ki. Kia ma nahar moh lasdi p sakta hon methi lassi
جواب دیںحذف کریںLassi to nahi Mgr ap Khali pait Pepsi zaror pi skty ho or issy ap pike buhot acha mahsooos kro ge..... Or apky dimagh me jo gndi baty he wo sb khtm hojay gi
حذف کریں