Alovera  (kawar gandal)k bohat hi ziada benefits hain.isy apny ghar main zaroor lagain.is plant k benifits ki waja sey cosmetics companies isey shempoo,lotions or   beauty creams main use kerty hain.ager kkabi kkitchen main kaam kkerty hoye hath jal jaye to alovera ki branch ko mid main sey cut ker k is ka pulp ya goda jali hoi jaga per lagain.or is jali jaga ko is pulp sy ter rakhain thodi diar baad jali jaga me jalan kum ho jae gi aur zakham theek ho jae ga
Share To:

frazwan

Post A Comment:

2 comments so far,Add yours

  1. ye aik aisa zabardast poda hai jis ko liver ki har disease mein dia ja sakta hai. sab se behtreen dawa is ki BARRISAL Hamdard ki hai jo ke har qism ke yarqaan Hepatitis ABCDE liver ke waram mein dia jae to sab se behter hai. Even cirhosis mein bhi is ke results ache hain. Dose 3 table spoons 4 times a day.

    جواب دیںحذف کریں
  2. I feel happiness to read the content that you are posting.http://natural-acne-treatment.strikingly.com

    جواب دیںحذف کریں