Excessive heat in body(gurmi ho jana)Agar jism me garmi ho jae to kai diseases paida ho jati hain jaisa ke bukhar ho jana,bhook na lugna,blood me tezabiat(acidity) barh jane se face aur moon ke under dane(pimples) aur chale bun jana aur peshaab me jalan etc.
Agar garmi ho jae to paani zayada se zayaada peeain,aur agar tarbooz(water melon) ka season ho to is fruit ko zayada se zayda istamaal karain is ke juice me sharbat e inaab mila ker peeain.kisi ache dawakhane jaisa ke humdard wegara ka bana hua sharba e neeloo fur istimaal(use) karain.
nilofer ki jaga behta hai arq e maqoo aadha cup subah nihar moon, arq e kasni aadha cup shaam mein aur sharbat e denar 4 chamach din mein kisi bhi waqt aik glass pani mein. for details write on ahmershah988@gmail.com
جواب دیںحذف کریں