Harms of Over use of Red lentil.
Over use of Red lentil is not good,it is harmful to eyesight and nerves.it causes melancholia and and other similar mental problems.over use of Red lentils causes hallucination and,problem in urinating,Colic and Beetroot.Therefore,over use of it should be avoided and it should be used with spinach.oats and Beetroot and extra quantity of Ghee to control and minimize it.s harms.
Benefits of Red lentils.
The paste of Red lentils can be used on the face to remove the marks of small pox and pimples and its soup can be used to control the motions.
Masoor ke nuqsanat.
Masoor ki daal ko zayada nahi istimal kerna chahiye kion ke ye Qolinj pagal pun,chotia bukhar,waswas(wehem) jazam,nazar ki kamzori aur dhundhlahat aur peshab me rakawat jaisi beemari ka sabab bunta hay.In beemarion se bachne ke liye masoor ka istimal kum kerna chahiye aur is ko chaqander,joo aur palik ke sath istimal kerna chahiye aur is ke sath ghee ko zayada maqdar me istimal ker na chahiye aur sirke sath pakain to akser bure asrat kum ho jate hain
Masoor ke faise.
Masoor ko peace ker chehre ke dag dhabbo pe lagane se dagon ke aur chechuk ke nishan khatan ho jate hain. Masoor ka shorba ishal aur pechush ke mareezoon ko pilane se in ka ana ruk jata hay.
sabut masoor ki dal jo black hoti ha iski taser thandi ha ya garam isko sardiyon me istamal krsakte hain k nhe plz ans
جواب دیںحذف کریں