Adhe sar ka dard ka ilaj
Aadhay Sir K Dard K Wajoohat:
Aadhay sir ka dard bohat ziyada jazbati honay, zehni or jismani thakawat, pareshani, bad hazmi, ghussa, aankho ki thakawat, ghiza ki kharabi ya kisi raqeeq alergy ki waja say hota hai. Aadhay sir ka dard ammoman 14 say 22 saal k nojawano may hota hai.
Alamat:
Aadhay Sir K Dard Ka Ilaj:
1. Doodh may jalebi ya rabri mila kar tulloo-e-aaftab say pehlay pi lenay say dard theek ho jata hai.
2. Aangoor ka ras 1 cup rozana sooraj nikalnay say pehlay peetay rehnay say dard dafa ho jata hai.
3. Gur 12 gram may 6 gram desi ghee mila kar kha lenay say sooraj k sath barhnay wala dard door ho jata hai.
4. Honey 1 chmcha, namak 1 chutki khanay say aadhay sir ka dard door ho jata hai.
5. Soonth pani may pees kar garam kar lein isay mathay par lab karein or soonghay dard khuwah pooray sir ka ho ya aadhay sir ka khatam ho jaye ga.
6. Sir ki malish karnay say dard foran khatam ho jata hai.
Perhaiz:
Ziyada mehnat, gosht, chaye, coffee or oil may tali hui cheezo ka perhaiz zaroori hai.
Alamat:
Subah bedar honay par chakar aatay hein. Aankho k aagay andhera sa aa jata hai. kabhi kabhi usay andheray may chamak si nazar aati hai. phir kanpati may chubhnay wala dard shru ho jata hai jo aahista aahista phel jata hai. Dard may shiddat aa jati hai. Hilnay julnay, shoro ghul or roshni say dard may izafa ho jata hai. Agar qay ho jaye to dard kam ho jata hai. 3 say 4 ghanto k baad dard kam hona shru ho jata hai.Dard wali taraf ki putli pheli rehti hai or mareez ko neend aa jati hai. Yed dard sooraj k sath ghat'ta barhta rehta hai, jab mareez neend say bedar hota hota hai to dard khatam ho chuka hota hai.
Aadhay Sir K Dard Ka Ilaj:
1. Doodh may jalebi ya rabri mila kar tulloo-e-aaftab say pehlay pi lenay say dard theek ho jata hai.
2. Aangoor ka ras 1 cup rozana sooraj nikalnay say pehlay peetay rehnay say dard dafa ho jata hai.
3. Gur 12 gram may 6 gram desi ghee mila kar kha lenay say sooraj k sath barhnay wala dard door ho jata hai.
4. Honey 1 chmcha, namak 1 chutki khanay say aadhay sir ka dard door ho jata hai.
5. Soonth pani may pees kar garam kar lein isay mathay par lab karein or soonghay dard khuwah pooray sir ka ho ya aadhay sir ka khatam ho jaye ga.
6. Sir ki malish karnay say dard foran khatam ho jata hai.
Perhaiz:
Ziyada mehnat, gosht, chaye, coffee or oil may tali hui cheezo ka perhaiz zaroori hai.
Adhe sar ke dard me reethe ko ghis ker Pani me mila ker nose main 2 se 3 qatre dalne se attack(dora) ruk jata hay
Be careful.
agar ap flue ya nazle ke dooran strong allopathic medicine use karain flue ke ilaaj ke liye to bulgam jum jane se ap adhe sir ke dard ki bemaari ka shikar ho sakte hain.
Flue nazla,zakamz( ki waja se nose bund ho jae to niaz boo(tulsi) ke pate chaoon(shadow) me khushk ker ke aur pees ker safoof bana lain aur is safoof ko bareek kapre me dal ker soonghain to naak khul jae gi inshaallah.
A miracleous curenu for nukseer phootna: sada chawal(rice) ubaal lain aur phir masoor ki putli daal un chawloo pe daal ker mareez ko khilain.after two days dobara khilain.nukseer dobara kabhi Nahi phoote gi ya jat least aldi nahi phoote gi (2)gachi ko water me mix karain jub gachi teh me baith jae to ooper ki satah se pani nithar le aur phir is pani ko patient ko pilain.
Cheap,low price and common alternative of fish oil for good health
Machli ke tail ka sasta ghrelu matbadal
Methi ko machli ke tail ki jaga bhi istimal kia ja sakta hay aur is kw ajza aur faide bhi wohi hain jo machli ke tail ke hain.
Easy Home made,herbal treatment,remedy and effective prescription and recipie for Diabetes disease patients
To cure,remedy and solve the problem of diabetes disease take 12 grams of Nigella sativa(black caraway or black onion seed), 6 grams of Endive seeds, and 6 grams of Fenugreek seeds and mix these three items to form a mixture.Then patient should take 3 grams of this prescription twice a day in the morning and evening.
Sugar,ziabtese aur diabetes ka desi hikamat aur ghrelu hakeemi elaj
Kloonjee 12 gram methi ke beej 6 gram aur kasini ke beej 6 gram le ker mix ker lain aur is main se 3 gram subh aur sham mareez ko istimal karain to sugar ka level bohat kam ho jae ga
Easy Home made,herbal treatment,remedy and effective prescription and recipie to solve the problem of he Iron deficiency patients.
Fenugreek contains a certain type of iron which is digested very quickly and completely without any problem by the stomach and therefore, deficiency of iron is covered very quickly.
Folad ki kami poori kerne ka desi hikamat aur ghrelu hakeemi elaj
Folad ki kami poori kerne ka asan ghrellu tareeqa ye hay ke methi ka zayada se zayada istimal kia jae kion ke methi me pai jane wali Folad ki qasam fori tor par aur asani se hazam hojati hay.Is ke hazam kerne me maide per zayada bojh bhi nahi parta hay aur ye zaya hue begair makamal tor per hazam ho jata hay aur folad ki kami tezi se poori ho jati hay
Easy Home made,herbal treatment,remedy and effective prescription and recipe to solve the problem of digestion and to give strength to stomach and to remove air in stomach.
Powder of mint can be used to cure pain in the stomach, to give strength to stomach and to remove air in stomach
Maide ko taqat dene aur aur digestion aur gas ka masla door kerne ka ghrelu elaj
Poodeene ka safoof nizam hazam ko taqat dene, riah ko khark kerne, aur pait ki dard door kerne ke liye istimal hota hay.
Post A Comment:
0 comments so far,add yours